Thursday, August 2, 2012

Ek Taal bol on tablaa

एक ताल के बोल इस प्रकार हैं  यह ताल विलंबित ख्याल और विशेष प्रकार के गानों के साथ बजाई जाती है
यह ताल धीमी गति एवम तीव्र दोनों गतियों में बजायी  जाती है
भातखंडे  स्वरलिपि पद्धति में इसे इस प्रकार लिपिबद्ध करेंगे   x  का अर्थ सम 0 का अर्थ खाली 2 ,3, 4 पर ताली दिखाना है


Ek Taal Theka 12 matra

 
Ek taal ke bol on Tabla



9 comments:

  1. songs based on ik taal:

    01.pawan diwani Lata Dr Vidya 1962
    02. man mohna baray jhotay Lata Seema 1955

    ReplyDelete
  2. एक ताल के और कोई प्रकार होते हैं क्या अगर होते हैं तो सुझाव दें

    ReplyDelete
  3. Replies
    1. Taanpura Sitar ki tarah dikhne wala ek vadya hai jisme 4 wires hoti hain jo Sa Pa Sa ya Sa Ma Sa per set ki jaati hain. isko bajaane se ek continuous sound nikalti hai. yah Singer ke Scale se mila kar set kiya jaata hai taaki usko apna Sa Pa Sa' ears ko milta rahe aur vo apne scale me sahi se gaa sake. aajkal electronic taanpure bhi aa gaye hain jo ki singers ke liye zaroori hain riyaz karne ke liye.

      Delete
  4. Ektaal ke baare me vistar se btaiye?

    ReplyDelete
  5. Ek taal me kitni taliya hoti hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ek taal mein 4 taaliyan hoti hain jo ki uski 1,5,9,11 maatra par bajaayi jaati hain tatha ismein do jagah khaali dikhaya jata hai vah 3 aur 7 viin maatra par dikhate hain. upar ke chitra mein dekhein to taali ke sthan par x 2 3 4 aur khali ke sthan par 0 0 likha hai.

      Delete
  6. Aktaal me raag ya bada khayal kaise baate hai

    ReplyDelete